Alamat-e- Qayamat Mein Se Ye Bhi Hai Ke AFTAB MAGHRIB Se Tulu Hoga - Kana DAJJAL Aur DHUA Ye Sab Zahir Hongge
Irshad-E- Rabbani Hai:-
Irshad-E- Rabbani Hai:-
هَلْ يَنظُرُونَ إِلَّا أَن تَأْتِيَهُمُ الْمَلَائِكَةُ أَوْ يَأْتِيَ رَبُّكَ أَوْ يَأْتِيَ بَعْضُ آيَاتِ رَبِّكَ ۗ يَوْمَ يَأْتِي بَعْضُ آيَاتِ رَبِّكَ لَا يَنفَعُ نَفْسًا إِيمَانُهَا لَمْ تَكُنْ آمَنَتْ مِن قَبْلُ أَوْ كَسَبَتْ فِي إِيمَانِهَا خَيْرًا ۗ قُلِ انتَظِرُوا إِنَّا مُنتَظِرُونَ
- Surah- An'am - Aayat - 158{Ye Ye Ke Mein Apke ALLAH Ki Khuch Nishaniya Wo Din Jab Apke ALLAH Ki Khuch NISHANIYA Aa Chukengi To Wo NAFS Jo Pehle Se IMAN Na Laya Hoga Use Us Din IMAN Lana Khuch Fayeda Na Phocha Skega Toba Pehle Se Hi Kr Lo Baad Mein Moka Na Milega} Tasfeere Majmul Byan Mein Hai Ke Nishaniyo Se Murad DAJJAL Ka Zhir Hona - AFTAB Ka MAGHRIB Se Tulu Hona
RASOOL (s.a.w) Ne Farmaya (6) Cheezo Ki AAMD Se Pehle Hi
NEK AMAL Ki Traf Jaldi Kiya Kro
1. AAFTAB Ka MAGHRIB Se Nikalna
2. DAABA Ka Nikalna (Jab Zameeno Se MURDE Niklenge Unhe
------------- ZINDA Kiy Jayega Jo MOLA (as) Se Bat Krenge.
3. DAJJAL Ka Aana
4. DHUE Ka Zahir Hona (Surah - Al -Dakhan- Ayat 10) Mein Hai.
5. Tumhri Apni MOUT
6. QAYMAT.
......................
Ye Bhi 6 Alamte Hai Inke Pehle QAYMAT Nhi Aayegi.
1. DAJJAL. 2. Suraj Ka MAGHRIB Se Nikalna. 3 DHUA
4. DABATUL ARZ. 5. Yajooj Majooj . 6. Mashirq Wa MAGHIRB
Zameen Ka DHAS Jana. 7. Jazira-E- ARAB Ka DHAS Jana.
9. ADAN Se Ek AAG Ka Nikalna Jo Logo Ko HAKAYEGI Jab Wo
-- Chalgi To Chal Padegi Aur Jab Rukegi To Ruk Jayegi Yaha Tak
Ki Wo LOGO Ko MAIDAN -E- HASHR Tak Le Jayegi
0 comments:
Post a Comment